Apnakarachi Submissions
Muqaddar
- Owner
- asimurooj
- Hits
- 57
- Rating
- 0.00
- Created
- 2008-05-15 17:17:55
kaash ke mera muqaddar bhi to bhala likta,
laakhoon karornon ki duniya mein ik mein hi mila,
tujh ko,
ghamon se rishta jorha tu ne,
khushiyon se ho koi bheyr mujhe,
lamha lamha bikharti jar rahi hoon,
sambhalne wala,
koi kyun nahi mera,
ab hal-e-dard kya sunao tujh ko,
tu ne hi to dard dia hai mujh ko,
meri zaat fanaa ho rahi hai,
lalach ki inteha ho rahi hai,
ghusa mera shola ban raha hai,
hasad mera dhuan ban raha hai,
dua karte karte meri ab,
zuban kanta ho gai hai,
Ay khuda,
Agar tu muqaddar likh sakta hai,
to tere haath mein mere.
muqaddar badalna bhi hai.
