Apnakarachi Submissions
Yaad
- Owner
- asimurooj
- Hits
- 44
- Rating
- 0.00
- Created
- 2008-05-23 07:55:24
Hum chale bhe jaen too gham na karna
Yeh zarori nahi k har rishte ka naam ho
Par dosti ka ehsas dil se kam na karna!
Mujhy mitti k ghar bananay ka shoq tha
Usay aashianay giranay ka shoq tha
Main khud say rooth jata hoon aksar es liye
Muhy roothay hooye log mananay ka shoq tha
usay wadon ki pasdari pasand nahi thi
Lekin mujhy wadain neebhany ka shoq tha
Main masroof tha tanhayon ki talash main
Usay logon say milny milany ka shoq tha
Wo bewafa tha es main hairat ki baat kya hai
Muhjy bhi bewafa say dil lagany ka shoq tha!

