Apnakarachi Submissions
WOh kia tha?
- Owner
- asimurooj
- Hits
- 41
- Rating
- 0.00
- Created
- 2008-05-29 15:32:34
Issay daikhna maira khuwab tha
Jo milla tha hijar ki shakal main
Mairi chahton ka azab tha
Ye swal tha kay millakaro
Na milla karo yeh jawab tha
Jissay daikh kay mai tarap utha
Tairi ankhon mai who hijab tha
Taira pyar tha mairi ibadat
Tiara ishq mairi namaz tha

