Apnakarachi Submissions
WOH KIYO ACHA LAGA
- Owner
- Sana.Khan
- Hits
- 46
- Rating
- 0.00
- Created
- 2008-06-03 08:56:59
Aaj Us Ko Sochna Acha Laga
Jate Jate Akhri Lamhaat MaiN
Mur ker usko daikhna acha laga
Zindagi bhar us ne jo kuch bhi kia
Us Ka Har Ek Faisla Acha Laga
Her taraf thi bawafa logon ki bheer
Aik WO Hi Bewafa Acha Laga.
Wo haya ki her ada main so hijab
Paas rah ker bhi fasla Acha Laga
Kiyon MohabbaT Ho Gaye mujhay us Say....
Kya Bataye hum.us main kya acha laga
