Apnakarachi Submissions
Ajeeb shakas tha kaisa mezaaj rakhta tha' sath reh ke bhi ikhtlaaf rakhta tha' main q na daad doon us ke fun ki' mere har sawaal ka pehly jawab rkhta tha' wo to roshnio ka baasi tha magar meri andher nagri ka bara hi khyal rkhta tha, use mohabbat to
- Owner
- Doctor
- Hits
- 106
- Votes
- 1
- Rating
- 5.00
- Created
- 2008-06-23 08:25:18
sath reh ke bhi ikhtlaaf rakhta tha'
main q na daad doon us ke fun ki'
mere har sawaal ka pehly jawab rkhta tha'
wo to roshnio ka baasi tha magar meri andher nagri ka bara hi khyal rkhta tha,
use mohabbat to sagher kisi aur se thi hum se to u hi wo hansi mazakh rakhta tha
