Apnakarachi Submissions
Tum ko dikha tu ye khiyal aya.
- Owner
- Doctor
- Hits
- 91
- Rating
- 0.00
- Created
- 2008-06-23 13:16:57
Zendagi dhoop aur tum ghana saaya
Aaj pher dil nay aik tamana ki
Aaj pher ham nay dil ko samjhaya
Zendagi dhoop aur tum ghana saaya
Tum ko dikha tu ye khiyal aya
Tum chalay jau gay tu sochein gay
Ham nay kia khoya ham nay kia paya
Zendagi dhoop aur tum ghana saaya
Tum ko dikha tu ye khiyal aya
Ham jenhein gunguna nahi saktay
Waqat nay aisa geet q gaya
Zendagi dhoop aur tum ghana saaya
Tum ko dikha tu ye khiyal aya.
