Apnakarachi Submissions
GUZARA NAHI HOTA
- Owner
- shumaila_zohair
- Hits
- 97
- Rating
- 0.00
- Created
- 2008-07-15 13:23:34
or bat itni c kahna b gawara nahi hota
waqt gzrna b mra mushkil bohat hota
gr sath jo yadun ka sahara nahi hota
hm jaan se b jaen to gham ye b kam hai
mohbat agr ho to qasara nahi hota
umer ki rahon mn kch asanian hotin
ager teri mohabbat ka ishara nahi hota
tm sath do to kantoon ko b smajain gulshan
tm na to ye haseen nazara nahi hota

