Apnakarachi Submissions
geeet.......
- Owner
- s_sableo
- Hits
- 83
- Rating
- 0.00
- Created
- 2008-07-22 00:30:37
yeh afsana tera bhi hai mera bhi
tu mujhko or main tujhko samjhaoun kya
dil deewana tera bhi hai mera bhi
meh khaney ki bat na ker waayiz mujhse
ana janaa tera bhi hai mera bhi
sheher mein , galiyon mein hai jiska charcha
wo afsana tera bhi hai mera bhi
ye afsana tera bhi hai mera bhi
ghum ka khazana tera bhi hai mera bhi
..........................

