Apnakarachi Submissions
Dil se
- Owner
- Sana.Khan
- Hits
- 71
- Rating
- 0.00
- Created
- 2008-07-23 11:32:46
labon pe tarane ab a na sakenge ke ab zindgi main mohabbat nahi hai
baharain chaman main jab aya karengi nazroo ki mahfil sajaya karengi
nazare bhi ham ko hansa na sakengi ke ab zindgi main mohabbat nahi hai
jawani bulayegi sawan ki ratain zamana karega mohabbat ki batain
magar hum ye sawan mana na sakenge ke ab zindgi main mohabbat nahi hai

