Apnakarachi Submissions
Khat mujhay jub bhi likhnA
- Owner
- mughals
- Hits
- 67
- Rating
- 0.00
- Created
- 2008-07-24 20:29:12
Aur qalam khon-e-tamana main dabo kar likhna
Yo na likhna kay parha jaye na apna bhi likha
Sheesha-e-dil ko zara ashkooN say dho kar likhnA
Pyar kay zakhmooN ki ek fasl to maiN kaat chuka
Zakhm do chaar naye soch main bo kar likhna
kaisay likho gi gar mujH say muhabbat na huwi
Tum khyaloN main meri jaan meri hokar likhnA
Faisla turk-e-taluk ka gar tuM nay kia
Khaar kuch wadoN kay hathon main chabho kar likhna

