Apnakarachi Submissions
ab ansuu sambhaltey nahin hain sambhaley..
- Owner
- s_sableo
- Hits
- 190
- Votes
- 1
- Rating
- 5.00
- Created
- 2008-08-01 20:13:00
Tumhaari amaanat, tumhaaray hawaalay
Qayamat hi mein phir mulaqaat hogi
Abhi waqt hai lout aa jaanay waalay
Abhi khud mujhay shak hai apni wafa per
Abhi or kuch din mujhay aazma lay
Bicherna jo ab k to jaan-e-tamanna
Na kerna mujhay zindagi k hawaalay
AQEEL ab takhallus bhi apna badal do
Banay ho jo maykash say Allah waalay

