Apnakarachi Submissions
Hirann
- Owner
- insecurestar
- Hits
- 91
- Votes
- 1
- Rating
- 4.00
- Created
- 2008-08-15 14:38:43
Sar-e-ibtid sar-e-intiha tera naam hai dil pe likha hua
Yeh chamak damak to fareb hai, mujhe dekh gehri nigah se
Hai libaas mera saja hua, mera dil hai lekin bujha hua
Meri aankh teri talash main yun bhatakti rehti hai raat din
Jaise janglon main hirann koi ho shikarion main ghira hua.

