Apnakarachi Submissions
Tumhara naam na loon ga
- Owner
- mughals
- Hits
- 202
- Votes
- 5
- Rating
- 5.00
- Created
- 2008-08-17 01:34:30
Sabab to sirf tumhi ho, main kya kahoon ga tumhain
Meri pasand, teray naam per na harf aaye
Bohot haseen, bohot bay wafa kahoon ga tumhain
Abhi say zehen main rakhna nazaakatain meri
Ke her nigah-e-karam per khafa kahoon ga tumhain
Qasam sharafat-e-fun ki ke ab ghazal main kabhi
Tumhara naam na loon ga, Saba kahoon ga tumhain

