Apnakarachi Submissions
"Jane phir kyon"
- Owner
- Doctor
- Hits
- 45
- Rating
- 0.00
- Created
- 2008-08-26 10:12:39
Khud ko mujh se juda kiya us ne,
Jo na karna tha, wo gunah kiya us ne,
Yaad karne se B na yaad aaon,
Aesa mujh ko buhla diya us ne
Tum to bas waqt ki zarorat ho,
Mujh ko akhir bata diya us ne,
Apne haathon se khud hi likh k mujhe jaan..
Jane phir kyon mita diya us ne .

