Apnakarachi Submissions
Udaas shamain ujaar raste kabhi bullain to lot aana
- Owner
- Doctor
- Hits
- 85
- Votes
- 1
- Rating
- 1.00
- Created
- 2008-08-26 10:57:55
Kisi ki aankhon mai rtjagon k azaab aain to lot aana
Abhi nai wadion nai manzron mai reh lo magar mri jaa,,,,,,n ,
Mai roz yun he hawa pe likh likh k us ki janib ye baijta hon
K ache mosam agr paharon pe muskrain to lot aana
Agr andehron mai chor kr tumhain bhool jain tumhare sathi
Or apni khatir he apne apne deie jalain to lot aana
Mri wo batain tu jin pe be ikhtyaar hansta tha khikhila kr
Bicharne wale mri wo batain kabhi rullain to lot aana
its
Gaya Zamana Bohat Sunhana Jo Yaad Aon To Lot Aana.
That has wrtten by me basically.

