Apnakarachi Submissions
Gham ki baarish ne b tere naqsh ko dhoya nhi Tu ne mujh ko kho dia ,
- Owner
- Doctor
- Hits
- 84
- Rating
- 0.00
- Created
- 2008-08-30 20:05:30
Tu ne mujh ko kho dia , mai ne tujhe khoya nhi
Neend ka halka gulaabi sa khumaar aankhon mai tha
Yun lga jisay wo shab ko der tk soya nhi
Hr traf dewaar.O.dr or un mai aankhon k hajoom
Keh skay jo dil ki halat wo lab.e.goya nhi
Jurm aadam ne kia or nsl.e.aadam ki saza
Kat,ta hon zindagi bhar mai ne jo boya nhi
Janta hon aik shakhs ko mai b Ali" Gham se pathar ho gya lekan kabhi roya nhi

